Dosti Naam Hai Sukh-Dukh ke Afsaane Ka.
Raaz Hai Sada Ye To Muskuraane Ka
Rishtedaari Nahi Yeh Pal Do Pal Nibhane Ka
Yeh to farz hai Jindegi Bher Sath Nibhaane Ka.
Dosti Hai Naam Kuch Khokar Sab Kuch Paane Ka.
Khud Roker Bhi Apne Dost Ko Hasane Ka.
Dosti Hai Naam Doston Mein Khushiya Sajane Ka
Ankhon Ke Ansuonoo Ko Noor Mein Badal Jane Ka
Log Kehte Hai Zamin Par Khuda Nahi Kisi Ko Milta...
Shayd Un Logo Ko Dost Tujh Sa Na Mila...
Apne Se Bhi Jada Yakeen Hai Mujh Ko Tujh Pe...
Andhere Mein Tu Mil Jata hai, Saya Na Milaa...
Karta Hu Main Sukriya...
Aaj Apne Khuda Ka...
Hu Main Kitna Khushnaseeb
Jo Paya Maine Dost Tujh Sa
2006 Jab Hum Tum The Mile
Socha Nahi Tha Karenge KaaND Mil Ke
Loogo Ko Bana Ke ullu Kamaye Paise
Ladkiyo se Bhi Hai Karaye Kharche.
Teri Meri Yaari Padi Duniya Pe Hai Bhari
Tere Jaisa Dost Mila is Baat Ka Abhari.
Manta Hu Humari rahe Ho Gai Alag
Par Manzil Pe Fir Se Milenge is Baat Pe Nahi Shak!!!
Manta hu Hum Ho Gaye Hai Door
Par Tujh Se Ek Baat Keh Do
Humesha Tere Bare Main Hi Sochu
Jab sath tabhi main khush hu...
vooo... oooo